Wednesday, 6 July 2011

jeevan ka rahasay

manushay ka jeevan kis liye hai.yeh is duniya ka sabse bada rahsay hai.hamara janm kyon hua.kahan se ham aaye hai kahan jana hai.na to kisi ko is baat ka pata hai na hota hai.jis parkar duniya ke sabhi jeev jeete hai usi tarah ham bhi jeete hain.kya kisi ko centee ya chuhe ke marne ka dukh hota hai.ya un ke mar jane ke baad koi un ko jaan sakta hai.ya kon sa chuha mara yeh bata sakta hai.shayad jaldi se nahi.kyon ki ham un ki pahchan nahi kar pate sabhi ek jaise dikhai dete hai.is parkar manav bhi sabhi ek jaise dikhai dete hai ishawer ki najar main.us ko bhi koi dukh nahi hota koi maro ya jeo.pahchan sirf hamare karm hamari pahchan karate hai.yadi hamne kisi ke liye kuch kiya hai wohi ham ko yaad ya pahchanega.ishwer ke liye ham kuch karenge to woh bhi ham ko pahchanega.aage ab aap sab log samjhdar ho kuch bhi karo per ishwer ko mat bhoolo.yahi jeevan ka uddeshy hai.kar bhala hoga bhala.Jeene ka – sthir hone ka. Ek doosre ko lalchayee aankhon se dekh. Kabhi santusht ho kar. Kabhi krudhr ho kar. Aur kabhi chakit ho kar. Ek cheshtha karte hain. Santulit hone ki - sthir hone ki. Janam satya hai ... Haan jeevan , main tumhaara kavi hun. Aur tumhaare rath kasaarthi bhi. Merey naam matr se tum alankrit ho. Jee uthte ho. Phir bhi main disha heen hun. Asthir – asthayee aur kshanik. Kyunki – main manushya hun. Word Meanings- ...
samir shukla
9837009311
vrindavan